HAR DAFAA
Phir ek baar, us mod pe aa gaya Jaahan maine deewaar giraayi hai Phir ek baar kuch kehne ko nahin Zindagi itni masroof banayi hai Phir ek baar, waqt guzar gaya Saans chalti rahi, tamanna jalti rahi Daastaan meri phir yahin tak aayi hai