HAASIL
Dil diya, dard diya, yaar tera shukriya Ik adhura sarmakar , ik aur adhura bana diya Yaar tera shukriya Par aisa nahin jaan, ki main tere dard se khafa hoon Ye na khayal bana, ki main dilbar se bewafa hoon Wo kahaa hai na, mohabbat mein ek parishaan dard bhi shaamil hai Jaan, us dard se mohabbat bhi, mohabbat ka haasil hai 18th November 2007