HAASIL

Dil diya, dard diya, yaar tera shukriya
Ik adhura sarmakar, ik aur adhura bana diya
Yaar tera shukriya

Par aisa nahin jaan, ki main tere dard se khafa hoon
Ye na khayal bana, ki main dilbar se bewafa hoon

Wo kahaa hai na, mohabbat mein ek parishaan dard bhi shaamil hai
Jaan, us dard se mohabbat bhi, mohabbat ka haasil hai

18th November 2007

Comments

Popular posts from this blog

IBAADAT