WAZAN

Khaali dil ki sadaa, goonjti bahut hai jaana
Tere dil se takraake, waapas aati hai jaana

Kehti hai tu mera to nahin, magar wahaan ek tukda kiska hai?
Dil khaali pada hai jaana, lekin isme wazan kiska hai?

8th October 07

Comments

Popular posts from this blog

IBAADAT